Best Phool Poetry In Urdu, Poetry On Flowers

Kawish Poetry

phool poetry, phool poetry in urdu text, romantic phool poetry in urdu, phool poetry in urdu, Poetry On Flowers In Urdu, poetry about flowers in urdu, phool poetry in urdu sms, phool poetry urdu, gulab ka phool poetry in urdu.

phool poetry in urdu 2 lines, gulab k phool poetry, kitabon mein phool poetry, gulab phool poetry, gulab ka phool poetry, phool poetry rekhta, murjhaya hua phool poetry, Dear Share on social media app Facebook Instagram Twitter and Instagram Etc.

phool poetry in urdu sms


phool poetry


khushbu wahi hay wahi hay nazakat wahi hai rang
Mashoq kiya hay phool hay wo bhi gulab ka

خوشبو وہی ھے وہی ھے نزاکت وہی ھے رنگ
معشوق کیا ھے پھول ھے وہ بھی گُلاب کا


Ek phool mohabbat ka khila tha mere dil mein
Aur uska jhukav kisi pathar ki taraf tha

اِک پھول محبت کا کِھلا تھا میرے دل میں
اور اسکا جھکاؤ کسی پتھر کی طرف تھا


Phool rakh diye tere darvaje per
Aur dastak dekar a gaya hun main

پھول رکھ دیئے تیرے دروازے پر
اور دستک دیکر آگیا ھوں میں

phool poetry in urdu copy paste

Log karty hain iqrar lamhoon mein bhool jaate hain
Mohabbat nibhate hue phool kitabon mein sookh jaate hain

لوگ کرتے ھیں اقرار لمحوں میں بھول جاتے ھیں
محبت نبھاتے ہوئے پھول کتابوں میں سوکھ جاتے ھیں

Phool to har rang ke mil jaenge tumhen
Magar har rang se khushboo hamari nahin aaegi

پھول تو ھر رنگ کے مل جائیگے تمہیں
مگر ھر رنگ سے خوشبو ہماری نہیں آئیگی

Phir nazar mein phool mahake dil mein phir shamein jalin
Phir tasvir ne liya us bazam mein jaane ka naam

پھر نظر میں پھول مہکے دل میں پھر شمعیں جلیں
پھر تصور نے لیا اس بزم میں جانے کا نام

Aap aaoge to phoolon ki barsaat karenge
Mausam ke farishton se meri baat hui hai

آپ آؤ گے تو پھولوں کی برسات کرینگے
موسم کے فرشتوں سے میری بات ہوئی ھے

Phool hay gulab ka husn hay janab ka
Tasveer teri mery dil mein hay kya fayda is naqab ka

پھول ھے گلاب کا حسن ھے جناب کا
تصویر تیری میرے دل میں ھے کیا فائدہ اس نقاب کا

Chupke se bheja tha phool unhen
Khushboo ne sare shahar Mein tamasha banaa Diya

چپکے سے بھیجا تھا پھول انہیں
خشبو نے سارے شہر میں تماشہ بنا دیا

Poetry On Flowers In Urdu

Usne Jab phool Ko chhua Hoga
Hosh Khushbu ke ud Gaye honge

اس نے جب پھول کو چھوا ہوگا
ہوش خوشبو کے اُڑ گئے ہونگے

Mujhse Na mil sakega mizaj Kisi ka
Mujhe to phool bhi Kale pasand hai

مجھ سے نہ مل سکے گا مزاج کسی کا
مجھے تو پھول بھی کالے پسند ھیں

Tum yakinan vahan se ai ho
Phool khushbu Jahan se late Hain

تم یقیناً وہاں سے آئی ھو
پھول خوشبو جہاں سے لاتے ھیں

Tu kahin phool se bichhadi Hui khushbu To Nahin
Teri baten bhi hain perveen ki nazmin jaise

تو کہیں پھول سے بچھڑی ہوئی خوشبو تو نہیں
تیری باتیں بھی ھیں پروین کی نظموں جیسی

Agarcha phool yeh apne liye kharide hain
Koi jo puche to kah Dunga usne bheje Hain

اگرچہ پھول یہ اپنے لیے خریدے ھیں
کوئی جو پوچھے تو کہہ دونگا اس نے بھیجے ھیں

Poetry About Flowers In Urdu

Hoti Hogi Mere Bosse ki talab Mein Pagal
Jab bhi zulfon Mein Koi phool sajata hoga

ہوتی ہوگی میرے بوسے کی طلب میں پاگل
جب بھی زلفوں میں کوئی پھول سجاتا ہوگا

Tune ye phool Jo zulfon Mein saja rakha Hai
Ek diya hai jo andheron Mein Jala rakha Hai

تو نے یہ پھول جو زُلفوں میں سجا رکھا ھے
اِک دیا ھے جو اندھیروں میں جلا رکھا ھے

Ishq Mein har bhi mumkin Hai magar badle Mein
Phool se chehron pe tezaab na Dala jaaye

عشق میں ہار بھی ممکن ھے مگر بدلے میں
پھول سے چہروں پہ تیزاب نہ ڈالا جائے

Woh rut bhi ai Ki Main phool Ki saheli Hui
Mahak Mein champa Kali Roop Mein chambeli Hui

وہ رُت بھی آئی کہ میں پھول کی سہیلی ہوئی
مہک میں چمپا کلی رُوپ میں چنبیلی ہوئی

Tum mere jism se chuno jaisa kuchh phool baithkar
Aur Main tumhare galon pe ek til banata hun

تم میرے جسم سے چنو کچھ پھول بیٹھکر
اور میں تمہارے گالوں پے اِک ِتل بناتا ھوں

Yeh Khushboo Aziz sahi hain to aarzu
Aey shakhs mujhko Bhool Na de aitbaar de

یہ خوشبوئیں عزیز سہی ھیں تو عارضی
اے شخص مجھکو بھول نہ دے اعتبار دے


 • Gajray Poetry


..