Faiz Ahmed Faiz was a Pakistani poet & a prominent member of the Communist Party of Pakistan. He was one of the leading literary figures of the Urdu language & is considered one of the greatest poets of the modern era. His poetry expressed themes of love, revolution, and social justice, and was widely popular in Pakistan & across the Indian subcontinent. He received numerous awards for his poetry, including the Lenin Peace Prize from the Soviet Union in 1962. Despite facing censorship and imprisonment, Faiz’s work continues to inspire political & social activism in the region.
faiz_ahmed faiz, faiz ahmed faiz poetry, faiz ahmed faiz best poetry, faiz ahmed faiz poetry in urdu, what was faiz_ahmed faiz takhalus, faiz_ahmed faiz books, faiz ahmed faiz ghazal, books of faiz ahmed. faiz.
heartbroken deep faiz ahmed faiz poetry, urdu poetry faiz ahmed faiz, books by faiz ahmed faiz, faiz ahmed faiz urdu poetry, shayari of faiz ahmed faiz, poetry of faiz ahmed faiz, faiz ahmed faiz shayari, faiz ahmed faiz takhalus.
Faiz Ahmad Faiz Poetry in Urdu
Faiz Ahmad Faiz Poetry |
Woh aa rahy hain wo aaty hain aa rahy honge
Shab e firaaq yeh kah kr guzar di ham ne
وہ آرہے ہیں وہ آتے ہیں آرہے ہونگے
شبِ فراق یہ کہہ کر گزار دی ہم نے
Aay to yuun k jaise hamesha thy mehrban
Bhuly to yuun k goya kabhi aashna na thy
آئے تو یوں کہ جیسے ہمیشہ تھے مہربان
بُھولے تو یوں کہ گویا کبھی آشنا نہ تھے
Kr rha tha gham e jahan ka hisaab
Aaj tum yaad be hisaab aay
کر رہا تھا غمِ جہاں کا حساب
آج تم یاد بے حساب آئے
Dono jahan teri mohabbat me haar k
Wo ja rha hay koi shab e gham guzar k
دونوں جہان تیری محبت میں ہار کے
وہ جا رہا ھے کوئی شبِ غم گزار کے
Faiz Ahmed Faiz best Poetry in Urdu
Wo baat saare fasane me jiska zikr na tha
Wo baat unko bahot na gavar guzri hay
وہ بات سارے فسانے میں جسکا ذکر نہ تھا
وہ بات ان کو بہت ناگوار گزری ھے
Gulon me rang bhare bad e nau bahar chaly
Chaly bhi aao k gulshan ka karobar chaly
گلوں میں رنگ بھرے باد نوبہار چلے
چلے بھی آؤ کہ گلشن کا کاروبار چلے
Maqam faiz koi raah me jacha hi nahi
Jo ku e yaar se nikly to su e dar chaly
مقام فیض کوئی راہ میں جچا ہی نہیں
جو کوئے یار سے نکلے تو سوئے دار چلے
Faiz Ahmed Faiz Poetry in Urdu 2 Lines
Tere qaul o qarar se pahly
Apne kuch ur bhi sahary thy
تیرے قول و قرار سے پہلے
اپنے کچھ اور بھی سہارے تھے
Uth kr to aa gaye hain teri bazam se magr
Kuch dil hi janta hay k kis dil se aay hain
اٹھ کر تو آگئے ہیں تیری بزم سے مگر
کچھ دل ہی جانتا ھے کہ کس دل سے آئے ھیں
Ye daagh daagh ujala ye shab gazida sahar
Wo intezar tha jiska ye wo sahar to nahi
یہ داغ داغ اُجالا یہ شبِ گزیدہ سحر
وہ انتظار تھا جسکا یہ وہ سحر تو نہیں
Ada e husn ki maasumiyat ko kam kr de
Gunahgar e nazar ko hijaab aata hay
اداِ حسن کی معصومیت کو کم کر دے
گناہ گار نظر کو حجاب آتا ھے
Faiz Ahmad Faiz Shayari
Yuun saja chand k jhalka tery andaaz ka rang
Yuun faza mahki k badla mery hamraz ka rang
یوں سجا چاند کہ جھلکا تیرے انداز کا رنگ
یوں فضا مہکی کہ بدلا میرے ہمراز کا رنگ
Chaman pe gharat e gul chin se jaany kiya guzri
Qafas se aaj saba be qarar guzri hay
چمن پہ غارتِ گلچیں سے جانے کیا گزری
قفس سے آج صبا بے قرار گزری ھے
Aur bhi dukh hain zamane me mohabbat k siwa
Rahatein aur bhi hain vasl ki rahat k siwa
اور بھی دکھ ھیں زمانے میں محبت کے سوا
راحتیں اور بھی ھیں وصل کی راحت کے سوا
Faiz Ahmed Faiz in Urdu
Gulon me rang bhare bad e nau bahar chaly
Chaly bhi aao k gulshan ka karobar chaly
گلوں میں رنگ بھرے باد نوبہار چلے
چلے بھی آؤ کہ گلشن کا کاروبار چلے
Maqam faiz koi raah me jacha hi nahi
Jo ku e yaar se nikly to su e dar chaly
مقام فیض کوئی راہ میں جچا ہی نہیں
جو کوئے یار سے نکلے تو سوئے دار چلے
۔۔