munafiq poetry, matlabi munafiq poetry, munafiq poetry in urdu, munafiq poetry sms, munafiq poetry in urdu 2 lines, tanziya munafiq poetry.
munafiq poetry in english, munafiq poetry in urdu sms, rishtedar tanziya munafiq poetry, munafiq_poetry in sindhi, munafiq_poetry urdu, munafiq poetry in urdu text, munafiq poetry in urdu written, sindhi munafiq poetry, munafiqat munafiq poetry, munafiq poetry status, Dear Share on social media app Facebook Instagram Twitter and Instagram Etc.
Matlabi Munafiq Poetry
![]() |
Matlabi Munafiq Poetry |
Maine ikhlas ke shishe mein lahu pesh Kiya
Fir bhi Jo log munafik they munafik hi Rahe
میں نے اِخلاص کے شیشے میں لہُو پیش کیا
پھر بھی جو لوگ مُنافق تھے مُنافق ھی رھے
Tere ilaaj ka kharcha main khud uthata magar
Munafiqat abhi tak la ilaaj hai mere dost
تیرے علاج کا خرچہ میں خود اُٹھاتا مگر
منافقت ابھی تک لاعلاج ھے میرے دوست
Mansub chiragon se aur tarafdar Hawa ke
Tum log munafik ho Aur munafik bhi bala ke
منسوب چراغوں سے اور طرفدار ہوا کے
تم لوگ مُنافق ہو اور مُنافق بھی بَلا کے
Bahot hi por kashish aati hay tasveer hamari
Suna hay munafiq log hamein zoom kar k dekhty hain
بہت ھی پرکشش آتی ھے تصاویر ہماری
سنا ھے منافق لوگ ہمیں زوم کر کے دیکھتے ھیں
Main kal bhi arooj par tha aaj bhi arooj par hun
Bas kuch andaaz badla hay kuch munafiq yaar badly hain
میں کل بھی عروج پر تھا آج بھی عروج پر ھوں
بس کچھ انداز بدلہ ھے کچھ منافق یار بدلے ھیں
Munafiq Poetry status
Munafiq ban kar rishton ki siyasat nahi karta
Jo dil ko acha lagta hay usi ko dost bnata hun
منافق بن کر رشتوں کی سیاست نہیں کرتا
جو دل کو اچھا لگتا ھے اُسی کو دوست بناتا ھوں
Munafiq logon ke zahan mein sawal ban kar rahenge
Alhamdulillah nawab hain aur inshallah nawab bankar rahenge
منافق لوگوں کے زہن میں سوال بن کر رہیگے
الحمداللہ نواب ھیں اور انشاءلله نواب بن کر رہیگے
Munafiq chehron se ham waqif hain
Wo alag baat hai
Ahtram karna hamari fitrat mein hay
منافق چہروں سے ہم واقف ھیں
وہ الگ بات ھے
احترام کرنا ھماری فطرت میں ھے
Har munafiq ki aankhon mein chubhty rahenge
ھر منافق کی آنکھوں میں چُبتے رہینگے
Bahut khush mizaaj se rehte hain
Jab se munafiq yaar chhode humne
بہت خوش مزاج سے رہتے ھیں
جب سے منافق یار چھوڑے ہم نے
Kabhi kabhi ye tera mujhse ham sukhan hona
Munafiqat bhi agar hay tu khoobsurat hai
کبھی کبھی یہ تیرا مجھ سے ہم سُخن ہونا
مُنافقت بھی اگر ھے تو خوبصورت ھے
Munafiqat se Jab thako samna karna
Hamara dil bhi bada hai aur pahchan bhi
منافقت سے جب تھکو تو سامنا کرنا
ہمارا دل بھی بڑا ھے اور پہچان بھی
Tanziya munafiq Poetry
Shahar munafiqat ki in tang o tareek galiyon mein
Shikasta pa hi sahi magr sar utha ke chalenge
شہر منافقت کی اِن تنگ و تاریک گلیوں میں
شکستہ پا ھی سہی مگر سر اُٹھا کے چلیں گے
Munafiqat ki siyasat ham karte nahin
Aur hamari mukhalfat k tum kabil nahin
منافقت کی سیاست ھم کرتے نہیں
اور ہماری مخالفت کے تم قابل نہیں
Ham sada log they Murshid
Hamse sambhale na gaye munafiqat ke rishte
ھم سادہ لوگ تھے مُرشد
ھم سے سنبھالے نا گئے منافقت کے رشتے
Mera is shahar munafik Mein basera Hai Jahan
Log sajdon mein bhi auron ka bura chahte Hain
میرا اس شہر مُنافق میں بسیرا ھے جہاں
لوگ سجدوں میں بھی اوروں کا بُرا چاہتے ھیں
Main kal bhi aruj per tha aaj bhi aruj per hun
Bus kuchh andaaz badla Hai kuchh munafik yaar badle Hain
میں کل بھی عروج پر تھا آج بھی عروج پر ھوں
بس کچھ انداز بدلہ ھے کچھ مُنافق یار بدلے ہیں
Munafik dost se Nasha behtar hai
Barbad to karta Hai per Sath Nahin chhodata
منافق دوست سے نشہ بہتر ھے
برباد تو کرتا ھے پر ساتھ نہیں چھوڑتا
Hajar chahane walon se ek nibhaane wala behtar hai
Sar aankhon per woh log Jo munafik Nahin Hain
ہزار چاہنے والوں سے ایک نبھانے والا بہتر ھے
سر آنکھوں پر وہ لوگ جو منافق نہیں ھیں
اساں شاکر کتا رکھسوں چا
پر یار منافق نہیں رکھڑاں
تیکوں پتہ نئیں لوک منافق ہن
میکوں کجھ آھدن تیکوں کجھ آھدن
..