Kabhi Arsh Par Kabhi Farsh Par Best No 1 Ghazal

Kawish Poetry

Kabhi Arsh Par Kabhi Farsh Par, Kabhi Arsh Par Kabhi Farsh Par complete Ghazal, kabhi_arsh par kabhi farsh par urdu written, kabhi_arsh par kabhi farsh par parveen shakir.

 

Kabhi Arsh Par Kabhi Farsh Par




Kabhi ruk gaye kabhi chal diye kabhi chalty chalty bhatak gaye

Yuun hi umar sari guzar di yuun hi zindagi k sitam sahe

Kabhi neend mein kabhi hosh mein to jahan mila tujhy dekh kar

Na nazar mili na zuban mili yuun hi sir jhuka k guzar gaye

Kabhi zulf par kabhi chashm par kabhi tere haseen wajood par

Jo passand the meri kitaab mein wo shayar sare bikhr gaye

Kabhi arsh par kabhi farsh par kabhi unke dar kabhi darbadar

Gham e aashiqi tera shukriya ham kahan kahan se guzar gaye


kabhi arsh par kabhi farsh par urdu written


کبھی  رُک گئے  کبھی چل دئیے  کبھی چلتے چلتے بھٹک گئے
یوں ھی  عمر ساری گزار دی _ یوں ھی  زندگی کے ستم سہے

کبھی نیند میں  کبھی ھوش میں  تو جہاں ملا تجھے دیکھ کر
نہ  نظر  ملی  نہ  زباں  ملی  یوں  ھی  سر  جُھکا  کے  گُرر گئے

کبھی  زُلف  پر  کبھی  چشم  پر  کبھی  تیرے  حسین وجود  پر
جو  پسند  تھے  میری  کتاب  میں  وہ  شعر  سارے  بِکھر گئے

کبھی  عرش  پر  کبھی  فرش  پر  کبھی  ان  کے  در  کبھی  دربدر
غمِ  عاشقی  تیرا  شکریہ  ہم  کہاں  کہاں  سے  گُزر  گئے

..

Allama Iqbal Poetry