nazar andaz poetry, nazar andaz ignore poetry in urdu, attitude nazar andaz poetry in urdu, berukhi nazar andaz poetry, nazar andaz quotes in urdu, nazar andaz sad poetry about ignorance in urdu.
nazar andaz berukhi poetry, relationship nazar andaz quotes in urdu, nazar andaz urdu poetry, nazar andaz poetry in urdu, nazar andaz ignore quotes in urdu, depression nazar andaz poetry, nazar andaz shayari in urdu.
nazar andaz quotes, nazar andaz nafrat quotes in urdu, friendship nazar andaz poetry, rishte nazar andaz poetry in urdu, nazar andaz khafa poetry, poetry nazar andaz, sad nazar andaz poetry, poetry on nazar andaz, Dear Share on social media app Facebook Instagram Twitter and Instagram Etc.
Nazar andaz Poetry Urdu
Nazar andaz |
Karne lage hain jo nazar andaaz unki khair
Itna to tahy hua ke nazar a raha hun main
کرنے لگے ہیں جو نظر انداز انکی خیر
اتنا تو طے ھوا کہ نظر آ رہا ھوں میں
Teri dil fareb adayein meri jaan le lenge
Ye andaaz e nazar badlo meri zindagi ka sawal hai
تیری دل فریب ادائیں میری جان لے لیں گے
یہ اندازِ نظر بدلو میری زندگی کا سوال ھے
Nazar andaaz karne mein faqt tum gi nahin maher
Nigahen phir lene ka honar humko bhi aata hai
نظر انداز کرنے میں فقط تم ہی نہیں ماہر
نگاہیں پھیر لینے کا ھنر ھمکو بھی آتا ھے
Usne hamen nazar andaaz kiya
Humne ne nazar aana hi chhod diya
اس نے ہمیں نظر انداز کیا
ھم نے نظر آنا ھی چھوڑ دیا
Nazar Andaz Poetry 2 Lines
Bhola nahi hun tujhe aur bhoolunga bhi nahin
Bus nazar andaaz karunga aaj se tujhe teri hi tarah
بھولا نہیں ھوں تجھے اور بھولاؤں گا بھی نہیں
بس نظر انداز کرونگا آج سے تجھے تیری ہی طرح
Nazar andaz karne wale teri koi khata nahi
Mohabbat kiya hoti hai shayad tujhe pata hi nahi
نظر انداز کرنے والے تیری کوئی خطا نہیں
محبت کیا ہوتی ھے شاید تجھے پتا ھی نہیں
Koshish itni hoti hay koi ruthe na humse
Nazar andaz karne walon per nazar ham bhi nahi rakhty
کوشش اتنی ہوتی ھے کوئی روٹھے نہ ہم سے
نظر انداز کرنے والوں پر نظر ہم بھی نہیں رکھتے
Najar andaaz karne ki saza deni thi tujhko
Tere dil mein utar jana jaruri ho gaya tha
نظر انداز کرنے کی سزا دینی تھی تجھ کو
تیرے دل میں اتر جانا ضروری ہو گیا تھا
Buri nazar poetry
Yakeen jano itna sakhat nazar andaaz kar sakta hun keh
Aapko apni mahjodgi pa bhi shak ho jaaye
یقین جانو اتنا سخت نظر انداز کر سکتا ھوں کہ
آپکو اپنی موجودگی پہ بھی شک ہو جائے
Main ikhtataam se aksar aghaaz karti hun
Main nazar me rakhkar nazar andaaz karti huun
میں اختتام سے اکثر آغاز کرتی ھوں
میں نظر میں رکھ کر نظر انداز کرتی ھوں
khud parasti par rahun tu mati se bhi khelti hun
Aana parasti per aaon to chand ko bhi nazar andaaz kar dun
خود پرستی پر رہوں تو مٹی سے بھی کھیلتی ھوں
انا پرستی پر آؤں تو چاند کو بھی نظر انداز کر دوں
Jo log nazar andaz hone ke bad bhi aapse raabte ki koshish mein lage rahte hain wo aapse aapke saath ke siva kuchh nahin chahte
جو لوگ نظر انداز ہونے کے بعد بھی آپ سے رابطے کی کوشش میں لگے رہتے ہیں وہ آپ سے آپکے ساتھ کے سوا کچھ نہیں چاہتے
Jeene ka yahi andaaz rakho
Jo tumhen na samjhe use nazar andaz rakho
جینے کا یہی انداز رکھو
جو تمہیں نہ سمجھے اسے نظر انداز رکھو
Jab usne mujhe bojh samajhkar nazar andaaz karna shuru kiya
To maine jana keh apni had mein rahana kitna behtar tha
جب اس نے مجھے بوجھ سمجھ کر نظر انداز کرنا شروع کیا
تو میں نے جانا کہ اپنی حد میں رہنا کتنا بہتر تھا
..