Best Ever Sad Poetry In Urdu 2023

poetry in urdu, sad poetry in urdu, love poetry in urdu, romantic poetry in urdu, sad poetry in urdu 2 lines, poetry in urdu text, 2 line poetry in ur
Kawish Poetry


Sad Poetry


I know you guys love sad poetry. In this article you will find sad poetry
You can read Sad Poetry in this article and share it with your friends
Sad poetry is very popular among cheaters
We welcome you to our website
Enjoy Sad Poetry here and share it with your friends
Here you will find poetry in urdu with Urdu images and also in Roman Urdu English.
Sad poetry emanates from the soul of the poet and becomes words
Urdu poetry is very popular especially in India and Pakistan when the heart is sad then sad poetry helps the heart.
We write sad poetry on a daily basis
We are putting sad Urdu poetry in this article. We welcome you to read.
You can send him sad poetry that has betrayed you in love. You come daily and read sad poetry in Urdu on our web. If you want to know more about Urdu poetry.




Nazar uthi hai uski Meri janib
Kai peshaniyon par bal pade hain

نظر اُٹھی ہے اسکی میری جانب
کئی پیشانیوں پر بل پڑے ہیں




Tujhe ye sanheh khata rahega
Teri khidki khuli hai main nahin hun

تجھے یہ سانحہ کھاتا رہے گا
تیری کِھڑکی کُھلی ہے میں نہیں ہوں




Koi nahin hai yahan jaisa khoob ru tu hai
Hansin bahut hain magar mere yaar tu tu hai

کوئی نہیں ہے یہاں جیسا خُوب رُو تُو ہے
حسیں بہت ہیں مگر میرے یار تُو تُو ہے




Dastan hun main ek taweel magar
Tu jo sun le to muktsar bhi hun

داستاں ہوں میں اک طویل مگر
تو جو سن لے تو مختصر بھی ہوں




Tanha ho jana najar andaaz
hone se behtar hai

تنہا ہو جانا نظر انداز
ہونے سے بہتر ہے




Har kisi ke hathon bikne ke liye taiyar nahin
Ye mera yaar hai tere shahar ka akhbar nahin

ہر کسی کے ہاتھوں بکنے کیلئے تیار نہیں
یہ میرا یار ہے تیرے شہر کا اخبار نہیں




Rubaru miloge to kayal ho jaunga
Tasvir mein ham zara magroor lagte hain

رُوبرو ملو گے تو قائل ہو جاؤ گے
تصویر میں ہم ذرا مغرور لگتے ہیں




Dekhlo shakal meri kiska aaina hoon main
Yaar ki shakal hai aur yaar main fanaa hun main

دیکھ لو شکل میری کس کا آئینہ ہوں میں
یار کی شکل ہے اور یار میں فنا ہوں میں



Usne poochha bhi to hijrat ka tarika poochha
Usne chahie bhi to jaane ki ijazat chahie

اس نے پوچھا بھی تو ہجرت کا طریقہ پوچھا
اس نے چاہی بھی تو جانے کی اجازت چاہی



Phir khuda ko sunate hue haal-e-dil
Main bacchon ki tarah sesak pada

پھر خدا کو سناتے ہوئے حالِ دل
میں بچوں کی طرح سسک پڑا



Kahan main rok saka hun bichhadne wale ko
Khuda ki shae thi khuda ke spord karni padi

کہاں میں روک سکا ہوں بچھڑنے والے کو
خدا کی شے تھی خدا کے سپرد کرنا پڑی



Kisi ke sath ay dost jyada gehri wafa na karna
Gehrai mein jaane wale aksar doob jaate hain

کسی کےساتھ اے دوست زیادہ گہری وفا نہ کرنا
گہرائی میں جانے والے اکثر ڈُوب جاتے ہیں



Itni kasmein na khao ghabra kar
Jao ham aitbar karte hain

اتنی قسمیں نہ کھاؤ گھبرا کر
جاؤ ہم اعتبار کرتے ہیں



Ab uske bad koi raabta nahin rakhna
Ye baat tai hui lekin sawal dard ka hai

اب اس کے بعد کوئی رابطہ نہیں رکھنا
یہ بات طے ہوئی لیکن سوال درد کا ہے



Sad Poetry In Urdu

Maut ki raunqain hoti hain meri aankhon mein
Ashk pahnate hain khwabon ko kafan sham ke bad


Sad Poetry Urdu
 

Teri_nigah_e_naaz_mein_mera_wajd_be_wajood
Meri nigah e shauk mein tere siva koi nahin

Sad Poetry Urdu

Tune to humko chhod diya aur iske bad Lavarasi zameen pe kabze bahut hue

sad poetry

 Bahana_kyun_talash_karte_ho_masroof_hone_ka
Bus itna kah diya karo keh ab dil mein jagah nahin



sad poetry

Kitne barson ka safar khak ho gaya
Usne jab poochha kaise aana hua

sad poetry

Chaloo_bikhaarne_detey_hain_jindagi_ko Sambhalne ki bhi ek had hoti hai


sad poetry

kisi_ke_hath_se_nikala_hua_woh_teer_hon_main
Hathf ko chhu na saka aur kaman se bhi gaya

sad poetry

Barbadion ka jayza lene ke vaste
Woh puchti hai hal mera kabhi kabhi


Best Ever Sad Poetry In Urdu

Tum koi baat kyon nahin karte
Fir koi baat ho gai hai kya

Best Ever Sad Poetry In Urdu

Humne chehre pe muskurahat laake
Ainu ko hamesha gumrah rakha hai



  • Tahzeeb Hafi


  • Sagar Poetry


  • Saghar Siddiqui


  • Munir Niazi


  • Parveen Shakir


  • Amjad Islam Amjad


  • Allama Iqbal


  • Khalil Ur Rehman Qamar


  • Mir Taqi Mir


  • Mirza Ghalib

  • Ahmad Faraz

  • Mohsin Naqvi


  • Sad Poetry

  • Urdu Ghazal

  • Urdu Poetry

  • Love Poetry