Sorry Poetry In Urdu
Sorry poetry |
Jab bharosa 🤝 toot jata hy
Tab Sorry ki koi value nahi rahti
Duniya ka sabse behtreen rishta 🤝 vo hay jisme 1 halki si
😁Muskurahat😁
Aur 1 mamuli si
🙏 Sorry hoti hay
Teri dosti 🤝 ham istarah nibhaenge
Tum rooz khafa 😠 hona ham rooz manayenge
Par maan 🤗 jana manane se
Waran ye bheegi palke lekar kahan jaenge
Kabhi pagal to kabhi deewana kehti ho
Kabhi dost 🤝 to kabhi mujhy dushman kahti ho
Kaise maaf kr du main tumhe jaan bankar
Galti karti ho aur phir Sorry kehti ho
Dil anjane me toot 💔 jaty hain humse
Kyuki jhooti kahani bol k manana meri aadat nahin
Mujhy maaf kr do
Kyuki tujhy rulana meri aadat nahin
Haal e dil kisase kahe apna
Wo to naraz 😠 hue baithe hain
Hum to taiyar hain manane 🤗 k liye
Phir bhi wo zidd 😠 pe ady baithy hain
Kehty hain maafi 🙏 mangne wala chota ya bada nahi hota
Par maafi 🙏 dene wale ka dil bahot bada hota
And mujhy pata hay k u have a very big heart ❤️ to forgive me
I'm Sorry 🙏
Mily ho aap mujhko to door na jana
Mujhy bhool na jana
Zindagi me mujhy chod na jana
Galti ho to maaf 🙏 kr dena
Par muh mod na jana
Hamse khata hui hay anjane me
Aage se aisa na karenge jaane me
Badi mushkil se mile hain aap
Nahi jaiye chodkar hame is veerane me
I'm so Sorry
Mohabbat ❤️ shoq se hoti hay iraadon👏 se nahi
Dosti 🤝 insaan se hoti hay pattaron se nahi
Agr gila ho koi dil❤️ mein to mita dena
Giley apno 🤗 se kiye jaaty hain gairon se nahi
Dost 🤝 to kabhi dil ❤️ se door na jaana
Ho agr khata hamse koi anjane me to
Yun khafa 😠 na rehna hamein zaroor batana
دل میرا بھی کرتا ہے اسے معاف کر دوں مگر
پھر مجھے خدا یاد آجاتا ہے کہ شرک تو خدا بھی معاف نہیں کرتا
حشر تک بات ہی نہیں آنی
ہم تجھے یہی معاف کردینگے
ہم معاف تو بار بار کرتے ہیں مگر
اعتبار صرف ایک بار کرتے ہیں
معاف کیجئے گا صاحب بات کڑوی ہے
آج کی محبت جسم مانگتی ہے