Parveen Shakir
We present famous Urdu ghazals in Urdu language, we put ghazals daily. You can come to our website and read ghazals in Urdu daily.
This ghazal is written by Parveen Shakir.
Parveen Shakir's ghazals arveen Shakir's ghazals rely heavily on metaphors and allegories, which add strength and tone to his work over and over again.

Parveen Shakir's ghazals, in particular, have gained a prominent place in Urdu literature. One of the most famous ghazals we offer at your service.
Rukki hui hay abhi_tak bahar aankhon mein
Shab ë visal ka jaise khumar aankhon mein
Mita sakegi use gard ë mah o sal kahan
Khinchi hui hay jo tasvir ë yar aankhon mein
Bas ek shab ki masafat thi aur ab tak hay
Mah o nujum ka saara ghubar aankhon mein
Hazar sahib ë rakhsh ë saba mizaj aae
Basa hua hay wahi shah savar aankhon mein
Woh ek tha pa kiya usko jab tah ë talvar
To bat gaya vahi chehra hazar aankhon mein