Tere Ishq Ki Inteha Chahta Hoon Allama Iqbal Poetry

tere ishq ki inteha chahta hoon, allama iqbal poetry, allama iqbal poetry in urdu, allama iqbal poetry in urdu for pakistan, allama iqbal poetry in ur
Kawish Poetry

 Tere Ishq Ki Inteha Chahta Hoon







تیرے عشق کی انتہا چاہتا ہوں
میری سادگی دیکھ کیا چاہتا ہوں

یہ جنت مبارک رہے زاہدوں کو
کہ میں آپ کا سامنا چاہتا ہوں

کوئی دم کا مہماں ہوں اے اہل محفل
چراغِ سحر ہوں بُجھا چاہتا ہوں

بھری بَزم میں راز کی بات کہہ دی
بڑا بے ادب ہوں سزا چاہتا ہوں

(Allama Iqbal)


Tere Ishq Ki Inteha chahta hun
Meri sadgi dekh kya chahta hun

Yah jannat mubarak rahe zahidun ko
Keh main aap Ka samna chahta hun

Koi dam ka mehman hun ay ahl e mahfil
Charagh e sahir hun bhuja chahta hun

Bhari bazm mein raaz ki baat kah di
Bada be adab hun saza chahta hun