Read An Inspirational Shariah, Motivational Shayari In Urdu, Read Inspirational Thoughts About Urdu Movement, Read Spiritual Thoughts In Urdu Language, Read Spiritual Thoughts, Quotes For Life Motivations, Good Inspirational Quotes, Most Inspirational Quotes In Urdu, Urdu Poetry.
Motivational Shayari In Urdu
Bad tery sab yahin ai be_khabar batt jae gi
دُولتِ د_نیا نہیں جا_نے کی ہر_گز تیر_ے سا_تھ
باد تیر_ے سب یہیں اے بے خبر بٹ جا_ئے گا
Kesi ko be_sabab shohrat nahin milti hay ai waheed
Unhin k naam hain duniya mein jin_k kaam achy hain
केसी को बे_सबब शोहरत नहीं मिलती है ै वहीद
उन्हीं क नाम हैं दुनिया में जिन_क काम ाच्य हैं
کسی کو بے سبب شہر-ت نہیں ملتی ہے اے واہید
ا-نہیں کے نام ہیں دنیا میں جن کے کا-م اچھے ہیں
hamko mittta sakke yeh zaamaane meiin damm nai
hamse zamaanaa khudd hay zaamany se ham nai
dill naa omid tu nai nakaam hi tu hay
lambe hay ghamm ki shaaam magarr
kuddi ko kr bolaand ittna keh har taqddir se pahle
kuda bandey se kudd pochey bata teri razaa keya hay
sitaroon se aage jahaan aor bhe han
abhe ishhq ke imtihaan aor bhe han
main akkela hi chala thaa janib ë manzill magar
log saath aatey gae aor karwaan banta gayaa
kashttiyan sab ke kinary pe pahunch jaati hain
na kuda jin ka nai unka kudaa hota hay
mere junon ka natijja zaroor niklega
isi siyahh samundar se noor niklega
chala jata hon hansta khelta maoj ë hawadis say
agar asaniyan hoon zindagi dosh-war ho jaey
tere mathey pe yeh aanchal bahot hi khoob hay lekin
tu is aanchal se ik parchaam bana leti tu acha thaa
• Achi Batain
ranj se khuar howa insaan tu mitt jaata hay ranj mushkilenn mujh-par padin itni keh asaan ho gaen
Na urooj achha hai na ziwal achha hai khuda Jis hal mein rakhe bus vo hal achcha hai
Dard ki inteha sah kar , khushiyon ki eltaja mangi hai
is bar lafz mohabbat se ham ne ya rab panah mangi hai
Suni sunai per lashkar kashi se behtar tha tu dekh leta mujhse guftgu karke
Chupke chupke raat din aansu bahana yad hai
hamko ab tak aashiqui ka woh zamana yaad hai
Hayat le ke chalo kaenat le ke chalo
chalo_to_saare_zamane_ko_saath_le_ke_chalo
Pyaso raho na dasht mein barish ke muntazir
maaro zamen pe paanv keh paani nikal pade
Apna zamana aap banate hain ahl ë dil
ham vo nahin keh jin-ko zamana bana gaya
Koshish bhi kar umed bhi rakh rasta bhi chun
phir is ke baad thoda muqadar talash kar
Baare duniya mein raho gham zada ya shaad raho
aisa kuch kar ke chalo yahan keh bahot yaad raho
Yeh kah k dil ne mere hausle badhae hain
ghamon ki dhuup ke aage khushi k saae hain
• Aqwal e Zareen
Badh k tufan ko aghosh mein le le apni
Dubne waale tere hath se sahil to gaya
Raat ko jeet to paata nahi lekin yeh charagh
kam_se_kam_raat_ka_nuqsan_bahot_karta_hay
Tu samajhta hay havadis hain satane keliye
yeh hua hain zahir azmane keliye